Home   Photo Gallery   Feedback   Contact Us
 
    Life Introduction  
    Chaturmas  
    Publication  
    Prasti Letter  
    Friend  
    Aagam  
    Jayanti Muniji  
    Co-operator's  
 
 
Prasti Letter – Sadhu Sadhavi
 
The appreciation letters of saint sadhviji towards
Munishree’s Agamwork

Jainagam Navneet’s Abhinandan Aasu kavi Shri Chandan muni panjabi

Khand ek se Lekar ke, Aatho hi hamne Paye Hain
Jainagam Navneet Dekh kar, Man Na Mod Samaya Hai || 1 ||
Pandit Ratna Tilokmunivar, Iske Lekhak Bhaare Hain
Jain Jagat ke Tej Sitare, Jinko Kahate Sare Hain. || 2 ||
Unki Kalam Kalaki Jitni, Karo Prashansa Thodi Hai
Inko Shresht Banane Men, Kuchh Kasar na inane chhodi Hai || 3 ||
Jinhe Dekhkar Jinhe Sravankar, Kamal Hruday ke Khilte Hain
Jainagam Vidvan Gahanter, Unse Kam hi Milte Hain || 4 ||
Hame Harsh Hai Sthanakvasi, Jain Jagat me Inko Dekh
Kahne Me Sankoch Nahi Kuchh, Apni Upma Hai Ve Ek || 5 ||
Geedadvaha Mandi man Jo, Punjabi Muni Chandan Hai
Unka Inke In Granthon ka, Shat Shat Shat Abhinandan Hai || 6 ||

Abhimatastak Aasu Kavi Shree Chandanmuni punjabi

Pustak Kya Hai Gyan Khajana !
Aagam Vigyon ne yah Mana !!
Jainagam Navneet Prashnottar, Pustak Pyari Pyari Hai.
Ek Tarah se Agar Kahen Ham, Kesar ki hi Kyari Hai || 1 ||
Prashnottar Shaili Ka Pyara, Sugam Marg Apanaya Hai
Aagam Ke Gambhir Vishaya Ko, Bada Saras Samzaya Hai || 2 ||
Chintan Aur Pathan Paathan se, Poora Jinka hai Sambandh
Vishay Anekon Aye Isme, Dene Wale Paramanand || 3 ||
Aagam ka Abhyasi Isko, Agar Padhega Dhyan laga
Sahaj Sahaj Hi Bahut Bahut Kuchh, Hath Sakega Uske AA || 4 ||
Bhala Jagat Ka Karne ko jin, Sulji Kalam Chalai Hai
Lekhak Vigya Tilok munishvarji Ko Lakh Badhai Hai || 5 ||
Jainagam Marmagya Aapki, Mahimaa Ka Na Koi Ant
Kalam Kaldhar Aaj Aap se, Virle hi hai dikhte sant || 6 ||
Jahan Shishya ko Guruvar Gyani, Gahra Gahra Dete Gyan
Tej Tirange Prist Avaran, Ki Bhi Adbhut hi hai Shan || 7 ||
Vishay Jatil hai Fir bhi Har ek, Bat Bahut Samjhai hai.
Chandan muni Panjabi ko yah, Pustak Bhari Bhai Hai || 8 ||

Snehprabhaji, Nutan Prabhaji Sadhviji:- [Bhuntar (H.P.)]
              It is a very much uncomparable to get any other example for what you have graced upon newly saints Sadhvies as well as new generation of Jain Religion through your so deep exercised by parting your so much precious time. We have gone through all the volumes of your books deeply whichever you have sent. The mathod of explaination towards the difficult chapters also is very much simple by giving the real examples in normal mathod and deeply study has magnified to all the seekers as well as both Sadhvies . It won’t be too much if you are called Upadhyay of Jain society.

Acharya Samrat Shri Anand Rushiji M.Sa.:- [Ahmad nagar]
              Thank you very much for the books that you have sent. This attempt of Muni shri is very much appriciable. These books are being proved very much useful.

Acharya Devendra muniji M.Sa.:- [Marwad Sadadi]
               You have developed a very much worthy duty and the excellent graceful work for the new desciples. According to subjectwise if there would be liveness in the language, it would be more extra ordinary.

Acharya Shri Tulsi of Terapanth Sangh:- [Delhi]
             Your this effort is great worthy and fruitfull too for the seekers. It is very much needful to present the truth of Agam in today’s time.

Home Feedback Contact Publication
Life Introduction
» Personal
» Father
» Religion
Friend
Aagam
» Names
» Introduction
Prasti Letter
» Sadhu - Sadhavi
» Gruhastho
» Vyaktitav
» Saransh Parts
» 8 Parts Jainagam
» Jainagam 99 Books
» Book Published & Distributed
Chaturmas Jayanti Muniji Co-operator's

Copyright © 2009 Web Solutions By :- Impex Solutions